HOW TO GET DIVORCED

HOW TO GET DIVORCED

हेलो दोस्तो आप सब कैसे हैं आशा करता हूं आप सब बहुत ही अच्छे होगें दोस्तों आज का हमारा टॉपिक है How to get divorced के कुछ महत्वपूर्ण बातो के बारे में बताने वाला हूं तो चलिए शुरू करते हैं पूरा जानने के लिए पोस्ट को लास्ट तक जरूर पढ़े

Ek HINDU pati patni kin kin aadharo par talaak (divorce) le sakte hai hindu marriage adhineeyam 1955 ki dhara me un sabhi aadharo ko btaya gya hai


jin par HINDU pati patni talaak (divorce) le sakte hai Hindu word ke definition me un sabhi aate hai jo Muslim esaee parsi nhi hai is tarh se jo sikh jain nastik hai ya hindi hai un sabhi vygtiyo par hindi vivaah adhiniyam 1955 lagu hoga Hindu vivaah  adhiniyam 1955 ki dhara 13 B ke antargat pati ya patni aapsi sahmti se yachika daayar kar sakte hai dhara 13,B me kaha gya hai ki dono partyyo sayugt rup se district court me shadi ko katm karne ke liye yachika de sakti hai agar ve ek saal ya usse adhik ke avdhi ke liye alag rah rhe hai aur ye ki vo saat rahne me saksham nhi hai aur dono sahamat hai es shadi ko katm karne ke liye iske alava jo garuds hai use mai ek ek karke aage btane wala hun?

www.gyaanbank.com
How to get divorced 
1. (व्यभिचार) adultery ke aadhar par bhi pati patni talaak le sakte hai व्यभिचार kaha jata hai ki pati ya patni ka vaivaahik sambandhon ke bahar kisi anya vaygti se koi Sexual relationship banana ye व्यभिचार ki category me aata hai aur is aadar par bhi talaak liya ja sakta hai ?

2. क्रूरता(Cruelty) ke aadhar par bhi pati patni talaak le sakte hai Cruelty ki koi kaas  definition nhi di gyi hai cruelty me vo sabhi chije samil hai jisse dusri party pahle ke sat rahne me ahsahj mahsush kare jaise patni ka pati ko bhojan dene se inakaar karna ye bhi cruelty ke shreni me aata hai is aadhar par talaak liya ja sakta hai isi tarah se pati ka patni par dahej ke liye gaaliya dena ye cruelty ki shreni me aata hai, patni ka mahike chale jana aur patti ke bulane par bhi na aana ye bhi cruelty ki shreni me aata hai aur in sabhi ke aadhar par talaak liya ja sakta hai ?

3. parityaag (Abandonment) pati ya patni me se agar koi bhi 2 saal kam se kam 2 saal ki avadi ke liye alag rhe aur in 2 salo me apne sati se koi vaivahik samband stapith nhi huaa hai to isko parityaag kaha jata hai aur is aadhar par bhi talaak liya ja sakta hai  ?

4. dharm parivartan pati ya patni me se koi ek bhi dharm parivartan kar le to dusra sati talaak ke liye arjee daakhil kar sakta hai aur talaak le sakta hai jaise ki agar hindu pati hindu hai aur usne koi dharm apna liya hai to patni is aadhar par talaak ke liye arjee dayar kar sakti hai?

5. pagalpan ya manshik bimar pati ya patni me se koi pagal ho jaye ya kisi ka manshik santulan bighad jaye aur is tarh se bigad jaye ki aur dono ki sat rahne ki umid nhi ki ja sakti to is aadhar par bhi talaak liya ja sakta hai?

6. kushth kushth ek asady rog hai aur is rog ke mamle me bhi dusra sati talaak ke liye yachika dayar kar sakta hai aur Court talaak de dega?

7. yaun rog (Sexual dysfunction) vo sabhi yaun rog jaise ki AIDS napunsakata (Impotence) in sabhi yaun rog me dusra sathi talaak ke liye yachika dayar kar sakta hai aur is aadhar par bhi talaak liya ja sakta hai?

8. tyaag matlb sanyaasee ho jana pati ya patni me se agar koi ek sanyaasee ban jata hai pati patni aur baccho ko chad kar ke paahdho me nikal jata hai aur sanyaasee ban jata hai to is aadhar par dusra sati talaak ke liye arje dayar kar sakta hai aur talaak le sakta hai?

9. gayab ho jana pati ya patni ka gayab ho jana pati ya patni 7 saal ki avadhi tak gayab rhe aur unka jinda rhna na to dekha gya ho na suna gya ho us vyakti ko Dead man liya jayega is aadhar par talaak ke liye yachika dayar ki jata sakta hai aur talaak liya ja sakta hai ?

Ye to vo aadhar hai jin par pati ya patni koi bhi talaak ke liye yachika dayar kar sakta hai aur talaak le sakta hai ?

Lekin ab mai ku aise aadhar btane wala hun jisme se talaak ke liye yacchika sirph patni dayar kar sakti hai pati dayar nhi kar sakta ?

1. agar pati balaatkaar me lipt ho agar kisi patni ka balaatkaar karta hai kisi se to is aadhar par patni usse talaak ke liye yacchika dayar kar sakti hai aur talak le sakti hai



2. agar shadi hindu Hindu Vivah adhiniyam ke antargat uyi hai aur pati ne pahli patni ke jeevit hote huye duri aurat se shadi ki hai to pahli patni talak ke liye mang kar sakti hai ?


3. ek mahila talaak ke liya yachika dayar kar sakti hai agar uski shadi 15 varsh se pahle hi kar di gyi ho aur vo shadi ko tyaag kar sakti hai jab tak uski umar 18 sal nhi ho jati

4. agar 1 varsh tak  pati ke sat koi sambhog (sexual intercourse) huaa hai aur pati adalat ke pati ke rak rakav phaisle ko andeka karta hai to patni talaak ke liye yachika dayar kar sakti hai

Ye vo sabhi gruds hai pati ya patni talaak ke liye yachika dayar kar sake hai aur talak le sakte hai ?

आज के पोस्ट में बस इतना ही अगले पोस्ट में और नए टॉपिक के साथ मिलते हैं तब तक के लिए बाय अगर आपको यह पोस्ट अच्छा लगा तो आप इस पोस्ट को अपने दोस्तों के साथ शेयर करें और नीचे कमेंट करके बताएं कि आपको यह पोस्ट लेख कैसा लगा?




अगर आपके मन में कोई डाउट हो तो आप नीचे कमेंट करके पूछ कर सकते हो?




Thank you.. ...
Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
May 21, 2018 at 7:13 AM ×

Nice information..

Congrats bro Aditya Kashyap you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar

Translate