Indian legal rights
Indian legal rights |
1. Driving ke samy yadi aapke 100ml blood me alkohal ka level 30mg se jayaada milta hain tho police aapko bhina warrant arreste kar sakata hain?
मोटर वाहन एक्ट 1988 सेक्शन 185,202
2. kisi bhi Mahila ko sham 6 Baje ke baad Aur Subah 6 baje se pahle Giraftaar nahi kiya ja sakta hai?
आपराधिक प्रक्रिया संहिता सेक्शन- 46
3. police officer FIR likhne se Mana nahi kar sakte aisa karne par une 6 mahine se 1 saal tak ki saja ho sakti hai?
भारतीय दंड संहिता -166, A
4. koi bhi hotel chaahe vo 5 🌟 star hi kyu na ho aapko free me pani pine aur washroom ka use karne se nhi rok sakta hai?
भारतीय सरिउस अधिनियम 1887
5. koi bhi shadeeshuda vyakti kisi avivaahit ladki ya vidhava mahila se usaki sahamati se saareerik sssasband bbanata hain to yah aparaadh ki shreni me nhi aata hai?
भारतीय दंड संहिता व्यभिचार धारा -498
6. yadi 2 yahask ladka ya ladki apni marji se live in relationship me rrahna chahte hain tho yah gairakanoonee nhi hain ? Aur tho aur in dono se paipaida hone wali santaan bhi gairakanoonee nhi hain aur santaan ko pita ki sampatti par adhikaar bhi milega ?
घरेलू हिंसा अधिनियम-2005
7. ek police adhikari hamesa duty par hota hai chaye usne uniform pahni ho ya nhi! Yadi koi vayakti is police adhikari se koi shikayat karta hai to vah yah nhi kah sakta ki vah pidhit (पीड़ित) ki help nhi kar sakta kyu ki vah duty par nhi hain?
पुलिस एक्ट- 1861
8. koi bhi company garvati (pregnant) Mahila ko Naukri se nahi nikal sakti Aisa karne par adhiktam 3 Saal tak ki saja ho sakti hai?
मातृत्व लाभ अधिनियम -1961
9. tex ullanghan ke maamle me tex vashuli Adhikari ko aap ko arreste karne ka Adhikar hain lekin arrest karne se pehle use aapko notice bheja na Padega! Kewal text Commissioner yah paisla kar sakta hai ki aapko kitni der tak hirasat me rahna hai?
आयकर अधिनियम 1961
10. talaak nimn Aadharo par liya Ja sakta hai Hindu Marriage Act ke taht koi bhi (patti ya patni) cort me talaak ke liye araji de sakta hain vyabhichaar(व्यभिचार) shaadi ke bahar sharirik rista banana shareerik va manshik prtadhna napunapkta, bina btaye jana, hindi dharm chod kar koi aur dharm apnana, pagalpan, laelaaj bimari, vairamy ( वैराम्य) lene, aur saat sal tak koi atapta na hone ke aadhar par talaak ki arji dakhil ki ja sakti hain?
हिंदू मैरिज एक्ट 1955 सेक्शन की धारा 13
11. motar vahan adhiniyam ki Dhara 129 me vahan chalko ko helmet lagane ka pravdhan hain! Motar vahan adhiniyam ki dhara 128 me bike par 2 log baitne ka pravdhana hain lekin traffic police ke dvara gaadi ya motorcycle se chaabi nikale ka bilkul hi gairkanoonee hai iske liye aap chaye to us constable adhikari ke khilaph kaanuni karvakai kar sakte hai ?
मोटर वाहन अधिनियम
12. keval mahila policekarmi hi mahilayo ko arreste kar thane la sakti hain purush policekarmi mahilayo ko arreste kakarne ka adhikar nhi hain ! Itna hi nhi saam ke 6 baje se subah ke 6 baje ke bich police station jane se mana kar sakti hain ! Ek gambir aprad ke mamle me majistreat
Se likhit aadesh hone par hi purush policekarmi mahila ko arreste kar sakta hain?
दंड संहिता -1973
13. bahut hi kam log is baat ko jante hai ki yadi unka gas seleder khana banate smy phat jaye to aap jaan aur maal ki barpai ke liye gas company se 40 lakh rupye ke sahaayata pane ke hakadaar hain?
14. aapko yah jan kar (अचरज) hoga ki yadi aap kisi company se kisi tyauhar ke mmauke par koi gift lete hai to yah risvat ki sreni me aata hai is jurm ke liye aapko saja ho sakti hain?
विदेशी अंशदान नियमन अधिनियम(FCRA) 2010
15. yadi aapka kisi din chalan (bina helmet ke ya kisi anya karan se) kaat diya jata hai to phir usi aphraap ke liye dubara chalan nhi kaata ja sakta hain?
मोटर वाहन (संशोधन) विधेयक 2016
16. koi bhi dukandar kisi utpad ke liye us par ankit adikhitam khudra mulay se adhik rupey nhi mang sakta parntu upbhogta adhiktam kudhra mulay se kam par karidne ke liye dukandar se bhav tol kar sakta hain ?
अधिकतम खुदरा मूल्य अधिनियम 2014
17. yadi aap ka office aapko sellery nhi deta hai to aap uske khilaph 3 saal ke andar kabhi bhi report darj kara sakte hain ! Lekin yadi aap 3 saal ke bad report darj karate hai to aap ko kuch bhi hasil nhi hoga ?
परिसीमा अधिनियम 1963
18. yadi aap sarvjanik jagaho par aseel gatividhi me sanlipt pae jate hain to aapko 3 mahine tak ki kaid bhi ho sakti hain ? Parntu aseel gatividhi ki koi spast paribhasha na hone ke karn police is kanun ka durupyog karti hai ?
भारतीय दंड संहिता की धारा- 294
19. yadi aap Hindu hai aur aapke pas aapka Putra (beta) pota hai ya parpota hai to aap dusre ladke ko god nhi le sakte hain ? Sat hi god lene wale vyakti aur god liye jane wale bacche ke bich kam se kam 21 varsh ka antar hona jaruri hai?
हिंदू गोद लेना और रखरखाव अधिनियम -1956
दोस्तों आज के पोस्ट में बस इतना ही अगर आपके मन में कोई डाउट हो तो आप नीचे कमेंट बॉक्स में कमेंट करके पूछ सकते हैं अगर आपका कुछ राय या सुझाव हो तो मुझे दे सकते हैं थैंक यू आज के लिए बस इतना ही अगले पोस्ट में मिलते हैं और किसी ने topic के साथ तब तक के लिए
बाय बाय ...
Thank you... .
ConversionConversion EmoticonEmoticon