Travel-kaise-shuru-kare

shuruaat kaise kare


1. Remot ke bajay masur location :
Shuruaat me mahsur tourist destination  par ghumane jaye vaise jaghon par rahne khane ghumane ke liye utam vyavastha hoti hai aur lag bag sabhi chij mil jata hai ?

www.gyaanbank.com
Shuruaat kaise kare

2 choti yaatraao se shuru kare: 
Ek din ki chutti lekar ya weekend me aas pas ki kisi nayi jagah ko dekhne chale jaye phir dhire dhire yaatra ki time badhaye aur dur dur ttak gume ?  

3 private ke bajay public transport:
Private  car reant par lene ke bajay 🚌 bus, metro, ya local 🚄 tarin me saphar kare jisse aap mohal samjh payenge aur chijen haindal karna sikh payenge?

4 videsh se pahle apna desh apna rajya:
Hamaare desh ki sabse badhi khubi hain eska vividhta bhra hona pahle apna desh apna rajya ghumye?

5 visa on arrival desh pahle: 
Thailand Indonesia shrilanka jaise kuchh desh ham indias ko visa on arrival suvidhayen miltihai pahle un deshon me ghumne ki yojna bnayen?

6 youth hostel campus:
Youth hostel campus International leval ka sangathan hain jo adventure tourism ko badhava deta hain saal bar youth hostel camp lagte rahte hain jahan tracking bikeking karai jati hain?

Paiking me rakhen



Mausam ki jankari le len aur usi ke mutabik paiking kare aur tour plan kare jitna kam rakhenge utna hi sukad hogi saman hamesa kam rakhen aur kapdha ko fold karke nhi rol karke pack kare esse jyaada ka  kapde kam ja jagah me pack ho sakegi kapde aise ho jise pres karne ki jarurat na ho to better hain !  T shirt aur lower rakhe to better hai ! trousers jyaada na rakhe uske saat top badkar pahne saat hi kaheen spark rakhe ye aakhe kapde ko naya luk degi kapde ke Alawa Peene Ke Pani ke liye Botal Rakhe emergency ke liye dvaiya rakhe khane ke liye tripod biscoot  Chocolate thepala bhakarwadi aadi sakh sakte hain camera aur charger aur mobile phone aur charger aur yaatra ke liye kuch jaruri kagjaat jaise passport visa aadi sat jarur rakhe eske alava emergency ke liye dvaiya wash, facewash,  cream rake?

Kya kare 

1. apna  Location kisi karibi se lgatar sehre raye mobile mein Himmat safety pins security  app download karke Rake?


2. hmesa apne sat pepper spray rakhe! chalte  huye hmesha sachet raye aankh kan khol kar rakhe?

3. emergency numbers Hamesha Yaad rake Zaroorat padne par police ki help le?

4. sara paisa ek jagah rakhne ke bajay alag alag jagah par rakhe jaise bade mote book aadi me rakh sakte hain?

5. passport visa  Jaruri kagjaat ko scan Karke email ya Google Drive me save karke Rakhe?

6. Apne Hotel ka visiting card Hamesha Apne Sath Rake local logo se card Dikakar Rasta pucha sakte hai?

7. nya rasta pta ya bus train aadi ki jankari police wale ya dukandaro aadi se puchhe!  Do tin logo se conform kare ?

8. kisi bhi desh me vha ke chlan ke hisab se kapda pahne?

Kya na kare


1. Bhadkaoo pahnave se bache  Jewelery na pahne aur na hi apne sat rakhe?



2. der raat tak akele ghumne ya solo driving se bache khaskar sunsan raste me? apne tikane par sham tak laut jaye?

3. kisi anjan shakhs se dosti na kare aur apni jankari sehre  na kare?

4. taiksee me apna saman appne sat pichli sit par hi rakhe emergency  padne par aap apna saman uta payenge?

5. public transport par Yatra karte samay
Pichle jeb par Kuch Na Rakhe Jeb Khatron se Savdhan raye?

6. chalte huye earphone na lgaye rakhe! yah choro ka dhyaan khichta hai satkarta bhi kam ho jati hai?

7.  ghumne jane se pahle ki gyi research se na bhtke savdhan hokar ghume dharkar nhi?

8. shrab se bache aur drugs to bilkul na le?


Thank you....

Previous
Next Post »

Translate